11/29/2023 0 Comments O palan hare lyrics hindiO Palan Hare, nirgun aur nyaare tumhare bin hamra kauno nahi Hamari ulajhan, sulajhao Bhagwan, tumhare bin hamra kauno nahi. Hain path main andhiyaare, de do varadaan mein ujiyaare O Palan Hare, nirgun aur nyare, tumhare bin hamra kauno nahi. Dukhi jan ko dhiraj do, haare nahi vo kabhi dukhase Tum nirbal ko raksha do, rahen paye nirbal sukh se. ![]() O Palan Hare, nirgun aur nyare, tumhare bin hamra kauno nahi tumhare bin hamra kauno nahi. Chanda mein, tum hi to bhare ho chandni Suraj mein, ujaala tum hi se Yah gagan hain magan, tum hi to diye ise taare Bhagwan, yah jivan tum hi na sawaaroge, to kya koi savaare. Tum hi hamka ho sambhaale, tum hi hamre rakhavaale tumhare bin hamaraa kauno nahi tumhare bin hamaraa kauno nahi. O Palan Hare, nirgun aur nyare, tumhare bin hamra kauno nahi Hamari ulajhan, sulajhao Bhagwan, tumhare bin hamra kauno nahi. ![]() For download - Krishna Bhajan Download 5.
0 Comments
Leave a Reply. |
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |